Create YAHOO mail


 Friends main aaj aap logo ko bataunga ki how to create yahoo mail ya Create yahoo email id. yahoo mail jo ki bahut hi behtareen hai aur iske through aap Yahoo ki sabhi services ka advantage le sakte hain.
create yahoo mail, how to create yahoo email id step by step


Email ID kya hoti hai ?

 Email kayi type ki hoti hai Gmail Email id hoti hai aur yahoo email id is tarah hotmail ki email id hoti hai jiske banane ke baad aap kisi bhi jagah se koi bhi sms aur document minto me send kar sakte hain aaj ki date me jo kaam post office aur courier karte hain wo kaam aap email ke through bhi kar sakte hain.

Yahoo sign up kaise kar sakte hain yaani aap yahoo ki emai id ko create karne ka kya method hai aaj mai aapko step by step explain karunga.so how to create yahoo email is bare me janne ke liye pure article ko read karain.

How to sign up in Yahoo Email


Step 1:

yahoo email create karne ke liye aap google me simple type karain yahoo mail jaisa ki aap image me dekh pa rahe hain.
how to create yahoo email id , create yahoo mail, yahoo ki email id kaise banaye

Step 2: 

Iske baad simply aap ko yahoo ke sign up page par below me diye gaye button par click karna padega jaha par Create account likha hua hai aur red aero se highlight hai.
How to create yahoo email id, create yahoo mail , yahoo sign up , yahoo login

Step 3: 

In sare process ke baad sign up form open hojayega the create yahoo mail and sign up jaisa ki aap image dekh rahe hain. yah par aap apna first and last name,email ke column me apne hisab se jo email id banana chahte hai wo word likhain ya suggested email me koi aik choose kar lein, phir mobile number  enter karain aur last me date of birth. yeh sari information aap theek se aur sahi sahi fill karain taki aap jab apni email id bhul jayain means forgot yahoo mail password us time aapko yahoo mail password reset karne me koi problem face na ho.

Step 4:

At this step aap ko apna mobile number enter karne ko kaha jayega jis par OTP (one time password) aayega usko enter karte hi aap email open hojayega aur agar iske baad yahoo ka home interface aayega to right side me top par mail par click karenge to email id open hojayegi.


<<<<<Now your successful yahoo email id is ready....>>>



Forgot Yahoo password

Forgot yahoo mail password agar aap ke saath aisa hota hai to simply yahoo login section ke bottom me aap aik option payenge Difficulty signing in? is par click karain aur recover yahoo mail password.

Step1 :

Difficulty signing in? par click karain aur yahoo forgot password ko recover karain.
forgot yahoo mail password, recover yahoo mail password

Step2 : 

Second Step me aapko apna mobile number ya email id enter karte hi third option ki taraf move kar jayeneg jis se aapko yahoo mail forgot password recover kar payenge.
forgot yahoo mail password, recover yahoo mail password

Step3:

Is step yahoo mail aap se kahega ki aap ka diya hua mobile correct hai kuki ham is number par aik opt send karenege to aapko pahle button par click karna hoga jaisa ki aero se highlighted hai red color jis se aap easily yahoo mail password recover kar paane me aik step aur close hote jayeneg.
forgot yahoo mail password, recover yahoo mail password

Step 4 :

ab yaha par yahoo forgot password ko gain karne ke liye aap ke mobile par aaya hua OTP enter karna hoga. to simply aap yahoo mail password recover karne ke liye usko enter karain au saath saath isko kisi ke ssath bhi share na karain.
recover yahoo mail passwor and email id, yahoo mail password recover karain

Step 5 :

Ab yaha par aap jo aapki email id hogi show karne lage gi us par click karain aur next step ki taraf move karain.
forgot yahoo mail password, recover yahoo mail password


Step 6 :

Is last step aap apne email id ka password reset kar sakte hain jaisa ki aap image me dekh rahe hain.

forgot yahoo mail password, get yahoo mail password


isko read karne ke baad aap yeh video bhi dekh kuch help le sakte hain yeh video old lekin thoda bahut guide mil sakti hai 


Now aapne learn kiya hai ki how to create yahoo email, Create yahoo email id isi tarah forgot yahoo mail password ke bare me agar aap is tarah ki information lena chahte hain to comment box me batate rahe.